Google Pixel 6A jald hi launch hone wala hai google ne launch confirm kar diya hai

Google Pixel 6A ki display ki baat kare to 6.2 inch ka amoled display laga hua hai or screen resolution 1080 x 2400 pixel hai

baat kare battery ki to ye phone 4800 mah ka non removal battery ke sath aata hai jo ki 30 watt fast charging ko support karta hai

camera ki baat kare to ye dual rear camera setup ke sath aata hai jo ki 12.2 MP + 12MP  ka hai sath hi selfie camera ki baat kare toh ye 8MP ka hai

Google Pixel 6A

Google Pixel 6A Android 12 ke sath aata hai or chipset ki baat kare toh google tensor chip laga hota hai jo ki ek octa core prosessor hai

Storage ki baat kare toh isme memory card expension slot nahi diya hua hai ye bs internal storage pe depend hai iska interal storage 128GB 6GB Ram or  128GB 8GB Ram ke sath aata hai

लेटेस्ट न्यूज़ और पोस्ट को जल्दी पढने के लिए हम से टेलीग्राम पर जुरे